Shrimad Bhagwad Geeta Shlok Blog -93
Shlok-46
यावानर्थ उदपाने सर्वतः सम्प्लुतोदके । तावान्सर्वेषु वेदेषु ब्राह्मणस्य विजानतः ॥ 2-46 ||
English Transcription
Yaawaanartha Udapaane Sarwatah Samplutodake | Taawaansarveshu Vedeshu Brahmanasya Vijaanatah || 2-46 ||
Hindi Translation
Sab taraf se paripoorna mahan jalaashaya ke prapt hone par chote gaddhon mein bhare jal me manushya ka jitna prayojan rehta hai, arthaat kuch bhi prayojan nahin rehta hai, vedon or shastron ko tatva se janne wale brahmagyaani ka sampoorna vedon me utna hi prayohjana rehta hai, arthaat kuch bhi prayojana nahin rehta hai.
English Translation
All the Vedas are as useful to an enlightened Brahmana, as is a tank to store water in a place covered all over with water.