Shrimad Bhagwad Geeta Shlok Blog -96
Shlok-49
दूरेण ह्यवरं कर्म बुद्धियोगाद्धनञ्जय । बुद्धौ शरणमन्विच्छ कृपणाः फलहेतवः ॥ 2-49 ||
English Transcription
Dooren Hyaawaram Karma Buddhiyogaadadhananjaya | Buddho Sharanamanvichcha Kripanaah Falahetawah || 2-49 ||
Hindi Translation
Buddhiyog samta ki apeksha sakaam karma door se atyant hi nikrishta hain. Atah hey Dhananjaya, tum buddhi samta ka aashraya lo, kyunki fal ke hetu banne wale atyant deen hain.
English Translation
Far lower than the Yoga of discrimination is action. So Arjun only rely on pure reason because those who look for results are the ones to be pitied upon only