Shrimad Bhagwad Geeta Shlok Blog -106
Shlok-59
विषया विनिवर्तन्ते निराहारस्य देहिनः । रसवर्जं रसोऽप्यस्य परं दृष्ट्वा निवर्तते ॥ 2-59 ||
English Transcription
Vishaya Vinivartante Nirahaarasya Dehinah | Rasvarjam Rasoyapyasya Param Drishtwa Niwartate || 2-59 ||
Hindi Translation
Nirakaari Indriyon Ko Vishayon Se Hataane Waale Manushya Ke Bhi Vishaya To Nivritta Ho Jaate Hain, Par Ras Nivritta Nahin Hota Parantu Parmatmatva Ka Anubhav Hone Se Is Sthithpragya Manushya Ka Ras Bhi Nivritta Ho Jaata Hai, Arthaat Uski Sansaar Mein Ras Buddhi Nahi Reh Jaati.
English Translation
Objects of senses turn away from such a person who is not entertaining his senses with their food (i.e. their respective objects). But the unexposed relish (desire) that may have remained in the mind, also turns away from him, when he perceives the Supreme Self or the Self that transcends the sense-objects.