Shrimad Bhagwad Geeta Shlok Blog -103
Shlok-56
दुःखेष्वनुद्विग्नमनाः सुखेषु विगतस्पृहः । वीतरागभयक्रोधः स्थितधीर्मुनिरुच्यते ॥ 2-56 ||
English Transcription
Dukheshwanudwiganmanaah Sukheshu Vigatasprihah | Weetaraagabhayakrodhah Sthitadheermuniruchyate || 2-56 ||
Hindi Translation
Dukhon ki praapti hone par jiske man mein udyeg nahin hota hai, sukhon ki praapti hone par jiske man mein spriha nahin hoti hai, tatha jo raag, bhay or krodh se sarwatha rahit ho gaya hai, wah manansheel manushya sthir buddhi kaha jata hai.
English Translation
The one who is free from anxiety in pain, indifferent in pleasures, and separated from passion, fear and anger is a sage of stable mind.